Wednesday, May 31, 2017

Are yaaro hmara desh kya tha kya ho gaya h kabhi ekta  ki misaal  tha aaj ek mazak ban gaya h
Hmara Hindustan kahan ja RHA h
Koi batayega mujhe

Kya hmara Hindustan aisa ho skta h
Jis  desh ki ekta  n angrejo ko bhagaya wo aaj khud aapash m lad rahen h
Mere desh k netao m aap sbse
Ek baat kehna chahata hun mohabbat badao nafrat nhi warna  nafrat ki aag m hmara pyar desh jalkar raakh ho jayega please .I request u all
Please save my India
Agar aap log meri batao s sehmat ho to is post ko khoob share Karen ar aapash m pyar mohabbat badhaye nafrat nhi
Mujhe apne watan  s mohabbat hai
Ar aap logo ko ?

No comments:

Post a Comment